Roman script

aayi mahakti raat dulhaniya

kah de dil ki baat dulhaniya

o ab aayi mahakti raat kah de baat

sham ki raah aayi dulhan karle tu shringar

ha ha karle tu shringar

sham ki raah aayi dulhan karle tu shringar

ha ha karle tu shringar

kal teri mang bharenge

kal teri mang bharenge nache gaye sath

arman ki baraat kah de dil ki baat 

aayi mahakti raat dulhaniya

kah de dil ki baat dulhaniya

o ab aayi mahakti raat kah de baat

babul ki tu raajdulari

babul ki tu raajdulari

maa ke dil ka chain 

sakhiyo ki aankho ka tara

sakhiyo ki aankho ka tara

barse sabke nain nain

barse sabke nain 

phulo ki barsat dulhaniya

kahde dil ki baat

aayi mahakti raat dulhaniya

kah de dil ki baat dulhaniya

o ab aayi mahakti raat kah de baat

gola uthaye chanda suraj chamke ek ek saal

ho gori chamke ek ek saal

gola uthaye chanda suraj chamke ek ek saal

ho gori chamke ek ek saal

dekh suhagan bhul na jaiyo

ho dekh suhagan bhul na jaiyo

jake tu sasural

piya hai tere sath dulhaniya

kah de dil ki baat

aayi mahakti raat dulhaniya

kah de dil ki baat dulhaniya

o ab aayi mahakti raat kahde baat

Explore this song