Roman script

jaha se chalta hu wahi laut aata hu
aansu nikal padte hai jab bhi muskurata hu

kyu be asar koshishe hai, kyu ansuni khwahishe hai
be lafz aansu ye puchhe tu bata
meri marzi, teri raza me hai fasla kyu aye khuda 

oh o khuda, oh o khuda, oh o khuda, oh o khuda
khwabo me hai darare aanko me dikhne lagi hai
sanso ki tooti diware kandhe pe tikne lagi hai 

kis baat ki mujhko mili hai saza
tu hi jaanta hai ye mujhe kya pata
meri marzi, teri raza me hai fasla kyu aye khuda
meri marzi, teri raza me hai fasla kyu aye khuda
kismat me hai dhup lekin chaaon bhi kahi to hogi
jaha manzile hongi apni koi aisi zameen to hogi 

paao dhudte hai jo rasta jane kis mod pe hai woh chupa
tu hi bata
meri marzi, teri raza me hai fasla kyu aye khuda
kyu be asar koshishe hai, kyu ansuni khwahishe hai
be lafz aansu ye puchhe tu bata
meri marzi, teri raza me hai fasla kyu aye khuda
meri marzi, teri raza meri marzi, teri raza
meri marzi, teri raza me hai kyu fasla
oh o khuda, oh o khuda, oh o khuda, oh o khuda

Song details

singer: Meet Bros Anjjan, K. Mohan