Roman script

meri ma ne bataya hai yahi mujhko sikhaya hai

kisi se na kabhi darna jo dil bole wahi karna

are logo jara dekho ye kaisa kam kar dala

sharifo ne sharafat ko yaha nilam kar dala

jise dekho wo chehre pe naya chehra lagaya hai

meri ma ne bataya hai yahi mujhko sikhaya hai

kisi se na kabhi darna jo dil bole wahi karna

meri ma ne bataya hai yahi mujhko sikhaya hai

mere daddu bade ache jara jhuthe jara sache

koi inko na pahchane inhe to bas khuda jane

mere daddu ka afsana meri ma ne sunaya hai

meri ma ne bataya hai yahi mujhko sikhaya hai

kisi se na kabhi darna jo dil bole wahi karna

meri ma ne bataya hai yahi mujhko sikhaya hai

mai sachai bata dunga sabhi parde hata dunga

mai pagal hu diwana hu mai apno me begana hu

magar sar pe mere har pal uski mamta ka saya hai

meri ma ne bataya hai yahi mujhko sikhaya hai

kisi se na kabhi darna jo dil bole wahi karna

meri ma ne bataya hai yahi mujhko sikhaya hai

Explore this song