Roman script

meri lut gayi duniya pyar ki 
meri lut gayi duniya pyar ki 
maine dekhi reet sansar ki 
maine dekhi reet sansar ki 
mohe aadhi rah me chhod ke 
chale gaye ho sajan muh mod ke 
ye na jana re, ye na jana re 
koi ro ro ke umar bitayega 
yahi geet gayega 
mohe nagri bata do mere yaar ki 
meri lut gayi duniya pyar ki 
ab kaho kya kare jee ke 
na koi apna na ham kisi ke 
ab kaho kya kare jee ke 
na koi apna na ham kisi ke 
na koi apna na ham kisi ke
uth ja gobasi dur ke 
uth ja gobasi dur ke 
pochh aansu majbur ke 
wo jo roye roye, wo jo roye roye 
wo jo roye roye, umar bitaye hain 
yahi geet gayega 
mohe nagri bata do mere yaar ki 
meri lut gayi duniya pyar ki

Song details

Song video

Watch on YouTube