Roman script

meri jaan-e-ada meri jaane wafa jab se dekha tujhe 
nahi dil ka pata 
meri jaan-e-ada meri jaane wafa jab se dekha tujhe 
nahi dil ka pata
meri sanso me tu meri chaho me tu 
meri nindo me tu meri khwabo me tu 
sholo ka dariya main pyar karunga 
tumse bas tumse main pyar karunga 
are ja ja re ja yun na baate bana 
tu hai jhuntha hai jhuntha hai wada tera 
kabhi dungi nahi tujhe apna ye dil 
ja ja jake kisi aur ladki se mil 
sholo ke dariya kya paar karega 
pagal diwana kya pyar karega 
meri jaan-e-ada meri jaane wafa jab se dekha tujhe 
nahi dil ka pata
are ja ja re ja yun na baate bana 
tu hai jhuntha hai jhuntha hai wada tera
tera diwana hun aashik mastana hun 
sun sun sun sun kya kaha 
aaja in baho me mujhko to lakho me 
chun chun chun chun na re na 
apna banayege leke ud jayege 
apna banayege leke ud jayege 
din raat tera didar karenge 
are ja ja re ja yun na baate bana 
tu hai jhuntha hai jhuntha hai wada tera 
kabhi dungi nahi tujhe apna ye dil 
ja ja jake kisi aur ladki se mil 
kyun dil jalata hai baaj nahi aata hai 
bol bol bol bol dil kare 
nazaro se dur ho ja jane ka kya lega 
bol bol bol bol pyar de 
badi dildar ho mere bimar ho 
badi dildar ho mere bimar ho 
jamke ilaj tera yaar karenge 
meri jaan-e-ada meri jaane wafa jab se dekha tujhe 
nahi dil ka pata
meri sanso me tu meri chaho me tu 
meri nindo me tu meri khawbo me tu 
sholo ka dariya main pyar karunga 
tumse bas tumse main pyar karunga 
are ja ja re ja yun na baate bana 
tu hai jhuntha hai jhuntha hai wada tera 
kabhi dungi nahi tujhe apna ye dil 
ja ja jake kisi aur ladki se mil 
sholo ka dariya kya paar karega 
pagal diwana kya pyar karega 
meri jaan-e-ada meri jaane wafa jab se dekha tujhe 
nahi dil ka pata
are ja ja re ja yun na baate bana 
tu hai jhuntha hai jhuntha hai wada tera

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Abhijeet, Kavita Krishnamurthy

lyricist: A.K. Shri Vastava, Nawab Arzoo, Maya Govind