Roman script

tere badal zulfan yaar diyan tere tare akhan pyar
diyan chann tera rang mahboob da
a gallan jannat par diyan zami walon ko
samjh nahi aani heer asmani meri heer asmani
likhi hawa pe ishq kahani
meri heer asmani meri heer asmani
antra takdeeron se bhi pahle
ye baat likhi hogi
rab ne meri baat tere hi sath likhi hogi
ye bhi tai hai ki jis din bichdenge
jo pahle na huyee aisi barsat likhi hogi
rah jani hai yehi nishani
meri heer asmani meri heer asmani

Song details

singer: Sheykhar Ravjiani, Vishal Dadlani, Shilpa Rao, B Praak

actor: Hrithik Roshan, Deepika Padukone