Roman script

meri gudiya ko gudda le jaayega

meri gudiya ko gudda le jaayega

le jaayega

bada maja aayega ji bada maja aayega

behna ki shadi me bada maja aayega

meri gudiya ko ho

meri gudiya ko gudda le jaayega

le jaayega

bada maja aayega ji bada maja aayega

behna ki shadi me bada maja aayega

uski sakhiya pahnaayengi joda

dulha aayega khud dauda dauda

uski sakhiya pahnaayengi joda

dulha aayega khud dauda dauda

sang phulo ki ho

sang phulo ki doli bhi laayega ji laayega

bada maja aayega ji bada maja aayega

laado ki shadi me bada maja aayega

meri khushiyon ka kya hai thikana

bas chale to main de dun zamana

meri khushiyon ka kya hai thikana

bas chale to main de dun zamana

aisa mauka are

aisa mauka bhala kab aayega, kab aayega

bada maja aayega ji bada maja aayega

gudiya ki shadi me bada maja aayega

log kehte hai jis ko bidaai

usme shaamil hai zaalim judaai

log kehte hai jis ko bidaai

usme shaamil hai zaalim judaai

bhaiya kaise haay

bhaiya kaise ye bojha uthayega, uthayega

ha behna ki shadi me bada maja aayega

Explore this song