Roman script

meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
dil ko chura kar bhaga mere dil ko chura kar bhaga

pahle usne aa kar pakdi mori baiya jora jori baiya jora jor
lakh duhai dil par ek nahi mani mori ek nahi mani mori
hatha payi kya karti chup na rahti to marti bebas ka kya jor
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
dil ko chura kar bhaga mere dil ko chura kar bhaga
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
kaise karu sikayat uski darr laage 
badnami se darr laage badnami se
mar jaungi hawaldar ki roj baroj ki 
gulami se roj baroj ki gulami se
sare jag se kya kahna acha hai chup rahna kahe karna shor
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
dil ko chura kar bhaga mere dil ko chura kar bhaga
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
jisne chori ki hai ab vo chain se hai rahne wala
chain se hai rahne wala
jo karta hai vo bharta hai kah gaya ye kahne wala kahne wala
ek din vo pachtayega dauda dauda aayega
chor ko pad gaya mor
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
dil ko chura kar bhaga mere dil ko chura kar bhaga
meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor

Song details

Song video

Watch on YouTube