Roman script

meri doobati naiya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re 
meri doobati naiya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re 
meri doobti aasha ko dheer bandhaane wala kaun bhola nath re 
meri doobati aniya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re 
dukh ki uthe ghattaye jab vipada ke badal chaaye 
kachu na pade dikhayi manwa pag pag thokar khaye 
andhkar me andhkar me aasha 
deep jalaane wala kaun bhola nath re 
meri doobati aniya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re 
dukh ke kaanto me sukh ke 
phul khilaane wala kaun bhola nath re 
meri doobati aniya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re 
ban ban baat bigad jaaye aur ghor nirasha chaaye
bhagya bane viprit jisey sari duniya thukraye 
thukraye jisethukraye duniya usko 
apnaane wala kaun bhola nath re 
meri dubati aniya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re  
meri dubti aasha ko dheer bandhaane wala kaun bhola nath re 
bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re 
bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re 
bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re

Song details

Song video

Watch on YouTube