Roman script

meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja

meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja 

ikraar kar mujhe pyaar kar maan kehna mera

tararam tararam tara tararam tararam

tararam tararam tara tararam tararam

chal mera pichha chhod  bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de

chal mera pichha chhod  bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de 

ikraar kar na pyaar kar maan kehna mera

tararam tararam tara tararam tararam 

tararam tararam tara tararam tararam

tujhe chhedne me aata hai mujhe bada hi maja

tujhe chhedne me aata hai mujhe bada hi maja 

maja yeh kahin ban na jaaye raaja tumhaari saja

yun matak matak ke chal na, aise rang badal na

na haath tere aayungi, mujhe dekh ke aise jal na

iss rang se iss roop se tune loota mujhe

tararam tararam tara tararam tararam

tararam tararam tara tararam tararam 

chal mera pichha chhod  bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de

ikraar kar na pyaar kar maan kehna mera

tararam tararam tara tararam tararam 

tararam tararam tara tararam tararam

saari umar na bhulega main karungi aisa haal

saari umar na bhulega main karungi aisa haal 

mera yeh dil kehta hai main chhu lu gulaabi gaal

gul karungi teri batti na dikha pyaar ki patti

takraar kare kyun aise, chal kar le mujhase batti

ja dur ja na paas aa yun na baate bana na na na

tararam tararam tara tararam tararam 

tararam tararam tara tararam tararam

meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja

meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja 

ikraar kar mujhe pyaar kar maan kehna mera

tararam tararam tara tararam tararam 

tararam tararam tara tararam tararam

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song