Roman script

meri vela beete sanjh vela mein 

tere surme main mere sur milate 

meri vela beete sanjh vela mein 

tere surme main mere sur milate 

meri vela beete

ek taar ka ek taar ye 

sur ki vytha kaise sahe 

ek taar ka ek taar ye 

sur ki vytha kaise sahe 

baar hi baar mani hai haar 

tumse maine is khel meinn 

tere surme main mere sur milate 

meri vela beete sanjh vela mein 

tere surme main mere sur milate 

meri vela beete 

is taar mein sur paas ke 

wo bansuri dur baaje 

mere is taar mein sur paas ke 

wo bansuri dur baaje 

swar lila ke us cool mein 

sath sabhi kya de paate 

vishv hariday ke sagar mein 

rag ragini lahrane mein 

tere surme meinn mere sur milate 

meri vela beete sanjh vela mein 

tere surme main mere sur milate 

meri vela beete sanjh vela mein 

tere surme main mere sur milate 

meri vela beete

Explore this song