Roman script
meri baag ki chidhiya sun karam kati na hi tale meri baag ki chidhiya sun karam kati na hi tale is jag me honi par kisi ka jor na chale meri baag ki chidhiya sun o meri bholi bitiya sun karam kati na hi tale karam kati na hi tale samay ke karan hota bitiya sukh aur dukh ka fera, o ji samay ke vash me sabka jiwan kya mera kya tera, o ji sab kuch badle jag me par bhaag hi na badle meri baag ki chidhiya sun o meri bholi bitiya sun karam kati na hi tale
Explore this song
- Singer: Suresh Wadkar
- Film / album: Sati Aur Bhagwan (1982)
- Composer: Usha Khanna
- Lyricist: Kavi Pradeep
- Actor: Vijay Arora
- Actor: Dulari
- Actor: Nalin Dave