Roman script
(Picche picche aunda meri chal vehna aayi Picche picche aunda meri chal vehna aayi Cheere waleya vekhda aai ve mera laung gawacha Nigah maarda aayi ve mera laung gawacha) Ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya Mera aashiqon mein uncha naam kar diya O.. Ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya Mera aashiqon mein uncha naam kar diya Lut gaya woh jisko bhi hans ke salaam kar diya Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi Meri adaa bhi aaj kya kar gayi (Picche picche aunda meri chal vehna aayi Picche picche aunda meri chal vehna aayi Cheere waleya vekhda aai ve mera laung gawacha Nigah maarda aayi ve mera laung gawacha) Pachhtaaye ankhiyon ko tujhse jod ke Akh mili chala gaya mujhko chhod ke Iss dil ne dhokha de diya Arrey haan, har pal apne hi intezar ka Bhole bhaale tune mere ko pyaar ka Rog yeh anokha de diya O.. husn se yahan karoon main chhedkhaniya Lagti hai sitam kyun meri meharbaniyaan Har zubaan par ab tak abhi yehi hain kahaniyan Dekho meri ada bhi kar gayi Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi Yahan jitne bhi dil hai tabah kar gayi Meri adaa bhi aaj kya kar gayi Tere peechay peechay mera sabar kho gaya Jaane kab kaise tera asar ho gaya Tere sau sau jadoo chal gaye, arrey haan… Tu hi jaane kaise main toh teri ho gayi Tere raston mein meri neendh kho gayi Tere waade mujhko chhal gaye Ho pal do pal ko main tere mehmaan ho gaya Jo bhi tere mujhpe qurbaan ho gaya Chain kho gaya dil ka bhi toh nuksaan ho gaya Dekho meri ada bhi kar gayi Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi Yahan jitne bhi dil hain tabah kar gayi Meri adaa bhi aaj kya kar gayi (Picche picche aunda meri chal vehna aayi Picche picche aunda meri chal vehna aayi Cheere waleya vekhda aai ve mera laung gawacha Nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
Song details
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Singer: Tulsi Kumar
- Film / album: Ready
- Composer: Pritam
- Lyricist: Kumaar
singer: Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar
cast: Salman Khan, Asin, Arya Babbar, Paresh Rawal, Mahesh Manjrekar, Akhilendra Mishra
language: Hindi