Roman script
tujhse hui sehar meri shabnami hone lagi mukammal har kami ek tere waste ye dhadkan chal rahi jo tu na pass ho ye tham jaye wahi ab tujhko rubaru chahe har ghadi meri aawaargi aawaargi, meri aawaargi meri aawaargi aawaargi, meri aawaargi aashiq hu main tera, tu hai meri aashiqui tu hi mera nagma, tu hi meri shayari tujhse subah, tujhi se meri har pehar tere bina waqt jaaye thehar bas tere hi karib laaye har ghadi meri aawaargi aawaargi, meri aawaargi meri aawaargi aawaargi, meri aawaargi aawaargi khwaaishe meri bhi aawara jabse ho gayi tere hi khayalo me har lamha kho gayi sajne lagi hai mann ki har galli chhede mujhe hawaaye manchali ab khwabo me tere bulaaye har ghadi meri aawaargi aawaargi, meri aawaargi meri aawaargi aawaargi, meri aawaargi
Song details
- Singer: Ankit Tiwari
- Singer: Aditi Paul
- Film / album: Yea Toh Two Much Ho Gaya (2016)
- Composer: Avishek Majumder
- Lyricist: Anwer Khan
- Actor: Arbaaz Khan
- Actor: Jimmy Sheirgill
- Actor: Pooja Chopra
- Actor: Murli Sharma
- Actor: Bruna Abdullah
- Actor: Zarina Wahab
- Actor: Vijay Patkar
Song video
singer: Ankit Tiwari, Aditi Paul
actor: Jimmy Sheirgill, Bruna Abdullah