Roman script

meri aankho me bas gaya koi re

mohe nind na aaye main ka karu

meri aankho me bas gaya koi re

mohe nind na aaye main ka karu

meri aankho me bas gaya koi re

mohe nind na aaye main ka karu

meri aankho me bas gaya koi

musakaye jab raat ki bindiya

musakaye jab raat ki bindiya

ud jaye aankho se nindiya

ud jaye aankho se nindiya

thandi thandi main aahe bharu

thandi thandi main aahe bharu

haye main ka karu, haye main ka karu

haye main ka karu

Explore this song