Roman script

aankho me aansuo ko piye ja rahi hun main 

aur dil ko tar tar kiye ja rahi hun main 

aankho me aansuo ko 

ban ban ke aashiyan mera

ujada bahar me ujada bahar me 

ban ban ke aashiyan mera 

ujada bahar me ujada bahar me

is par bhi aitbar kiye ja rhi hun main 

aankho me aansuo ko piye ja rahi hun main 

aur dil ko tar tar kiye ja rahi hun main 

aankho me aansuo ko 

ye kashmakash hai jindagi ki 

unse kya gila hai 

ye kashmakash hai jindagi ki 

unse kya gila hai 

ab maut ab maut se bhi pyar kiye ja rahi hun main

aankho me aansuo ko piye ja rahi hun main 

aur dil ko tar tar kiye ja rahi hun main 

aankho me aansuo ko

Explore this song