Roman script

pyar ki aisi mahfil me 
pyar ki aisi mahfil me 
humko apno ki yaadein aati hai 
pucho pardes walo se des ki baatein kya satati hai 
nazaro me aapno ka har chehra rahta hai 
meri aankho mein ik sapna hai 
meri aankho mein ik sapna hai 
kush nasib hai wo log jiska koi apna hai 
meri aankho mein ik sapna hai 
meri aankho mein ik sapna hai 
dil ko mere yakeen hai ye 
dil ko mere yakeen hai ye 
hum bhi apno se milke jayenge 
unki baatein sunenge hum 
milke baithenge khushiyan manayenge 
aayegi wo ghadi dil mera kahta hai
meri aankho mein ik sapna hai 
meri aankho mein ik sapna hai 
kush nasib hai wo log jiska koi apna hai 
meri aankho mein ik sapna hai 
meri aankho mein ik sapna hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Prem Jalandhari, Gauhar Kanpuri