Roman script

meri najar ke samne aake 
chup gayi wo ek jhalak dikha ke
ha meri najar ke samne aake 
arre chup gayi wo ek jhalak dikha ke
yad nahi kuch iske alava 
yad nahi kuch iske alava 
ladki thi ya koi chalava 
ladki thi ya koi chalava 
meri najar ke samne aake 
arre chup gayi wo ek jhalak dikha ke
kajal tujhe bana lungi ha ha ha ha
ankho me tujhe laga lungi ha ha ha ha
mere kadmo me dil rakh de 
mai pagal tujhe bana dungi
uske husn ka tha ye dava 
uske husn ka tha ye dava 
ladki thi ya koi chalava 
ladki thi ya koi chalava 
meri najar ke samne aake
arre chhup gayi wo ek jhalak dikha ke
palko me tujhe bitha lunga ha ha ha ha
sine se tujhe laga lunga ha ha ha ha
kya reh jayega pas tere 
mai sab kuch tera chura lunga
ho mere ishk ka tha ye dava 
mere ishk ka tha ye dava
ladki thi ya koi chalava 
ladki thi ya koi chalava 
meri najar ke samne aake 
chhup gayi wo ek jhalak dikha ke
ha yad nahi kuch iske alava 
yad nahi kuch iske alava 
ladki thi ya koi chalava 
ladki thi ya koi chalava 
ladki thi ya koi chalava 
ladki thi ya koi chalava

Song details