Roman script
meri hasrato ki duniya tu mile kahi jo mujhko, sine se laga lu tujhko meri hasrato ki duniya, meri hasrato ki duniya tu mile kahi jo mujhko, sine se laga lu tujhko meri hasrato ki duniya, meri hasrato ki duniya pyar mera ishk mera koyi mit jane ki shai nahi hai tu milegi mere dil ko aaj bhi toh yeh pura yakin hai tu jahan hai, tu jahan hai pyar mere tu jahan hai pyar mere mere kwabo ki manjil wahi hai meri hasrato ki duniya, meri hasrato ki duniya mere dilabar jindagi bhar nam tera rahega juban par sar jhukega us jagah par panv tere padenge jaha par pure honge, pure honge sare vade pure honsanam sare vade jo-jo aapas me hamne kiye hai meri hasrato ki duniya, meri hasrato ki duniya
Song details
- Singer: Krishna Kalle
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Gaal Gulabi Nain Sharabi (1974)
- Composer: Shamji Ghanshyamji
- Lyricist: Kulwant Jani
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Radha Saluja
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Ranjeet
- Actor: Paintal
- Actor: Jankidas
- Actor: Jugnu
Song video
singer: Krishna Kalle, Mohammed Rafi