Roman script

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

mai dekhu aaina, mai dekhu aaina 

aur tu mujhe najar aaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

mai dekhu aaina, mai dekhu aaina 

aur tu mujhe najar aaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

tujhko hi sochu jab bhi mai sochu

tujhko ko hi puju tujhko hi chaahu

tujhko hi sochu jab bhi mai sochu

tujhko ko hi puju tujhko hi chaahu

honthon pe chhaaye tu nagma banke

honthon pe chhaaye tu nagma banke

jab bhi kabhi kuchh bhi gungunaon

jab bhi kabhi kuchh bhi gungunaon

teri hi baaho me, teri hi baaho me

bas jindagi gujar jaaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

na jaane tujhme kaisi kashish hai

tujhse kabhi dil bharta nahi hai 

na jaane tujhme kaisi kashish hai

tujhse kabhi dil bharta nahi hai 

chhod ke tujhko pal bhar kabhi bhi

chhod ke tujhko pal bhar kabhi bhi

jaane ko man kahi karta nahi hai

jaane ko man kahi karta nahi hai

ae kaash wakt abhi, ae kaash wakt abhi

bas yahi thahar jaaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

mai dekhu aaina, mai dekhu aaina 

aur tu mujhe najar aaye

mere wajud me tu kash yu utar jaaye 

mere wajud me tu kaash yu utar jaaye

yu utar jaaye

Explore this song