Roman script

mere shyam mere nandlala

mere shyam mere nandlala

sagre jagat ka hai tu hi rakhwala

mere shyam mere nandlala

ho sagre jagat ka hai tu hi rakhwala

mere shyam mere nandlala

varindavan ki kunj galiyan me 

aaj bhi madhuban ki kaliyan me

varindavan ki kunj galiyan me 

aaj bhi madhuban ki kaliyan me

dhundti hogi koi brijbala

mere shyam mere nandlala

ho sagre jagat ka hai tu hi rakhwala

mere shyam mere nandlala

chahe na mane sari nagariya 

chahe na mane sari nagariya 

maine suni hai teri basuriya

mai kaise manu nahi 

mai kaise manu nahi basuriwala

mere shyam mere nandlala

sagre jagat ka hai tu hi rakhwala

mere shyam mere nandlala

Explore this song