Roman script

mere shav par wah roye ho 
jiske aansu main haala 
aah bhare wah jo ho surbhit
madira peekar matwala
de mujhko vee kandha jinke
pad mat dagmag hote ho  
aur jalu us thaur 
aur jalu us thaur jaha par 
kabhi rahi ho madhushala 
aur jalu us thaur jaha par 
kabhi rahi ho madhushala

Song details

Song video

Watch on YouTube