Roman script

mere saiya ne bulaya singapore singapore singapore se

mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi daudi aayi jaipur se

mere saiya ne o saiya raja ne bulaya 

singapore singapore singapore se

mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi bhagi aayi jaipur se

chhod gaya tha wo bedardi dhokha deke pyar me

chhod gaya tha wo bedardi dhokha deke pyar me

khidki thi diwar me bethi thi mai ghar me khidki 

khole intzar me dak babu chithi laya dak babu chithi laya

ho babu chithi laya laya singapore se

mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi bhagi aayi jaipur se

aisi koi bat likhi thi chilmine sandesh me

banjaran ke bhesh me pankh bina mai udd ke aayi 

pardeshi ke desh me pardeshi ke desh me

ye hawa ka jhoka aaya

hawa ka jhoka aaya aaya singapore se

mai daudi daudi aayi jaipur se

mai daudi bhagi aayi jaipur se

o babu tum bhi yaha are idhar kya dekhat ho

udhar dekho udhar

koi pata na koi nishani likha bas ek nam tha

kaisa ek paigam tha fir bhi maine dhund nikala 

bahut jaruri kam tha bahut jaruri kam tha

jaipur me jo khoya tha wo jo khoya tha

wo mila singapore se

mai daudi daudi aayi jaipur se

mai daudi bhagi aayi jaipur se

mere saiya ne bulaya singapore

singapore singapore se

mai daudi daudi aayi jaipur se

mai daudi bhagi aayi jaipur se

Explore this song