Roman script

aise lehra ke tu rubaroo aa gayi 

dhadkane betahasha tadapane lagin 

teer aisa laga dard aisa jagaa 

chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa

mere rashke qamar

mere rashke qamar tune pehli nazar

jab nazar se milaai maza aagaya

josh hi josh mein meri aagosh mein

aake tu jo samaaai mazaa aa gaya

mere rashke qamar tune pehli nazar

jab nazar se milaai mazaa aagaya

jab nazar se milaai mazaa aagaya)

ret hi ret thi mere dil mein bhari 

pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri 

aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein

aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein

baarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya

mere rashke qamar

mere rashke qamar tune pehli nazar

jab nazar se milaai maza aa gaya

ranjha ho gaye, hum fana ho gaye

aise tu muskuraai mazaa aa gaya

mere rashke qamar tune pehli nazar

jab nazar se milaai maza aa gaya

jab nazar se milaai maza aa gaya

barq si gir gayi kaam hi kar gayi 

aag aisi lagaai mazaa aa gaya

Explore this song