Roman script

mere karib na aao ki main sharabi hu

mere karib na aao ki main sharabi hu

mera shav jagao ki main sharabi hu

mere karib na aao ki main sharabi hu

jamane bhar ki nigaho se gir chuka hu main 

jamane bhar ki nigaho se gir chuka hu main 

najar se tum na girao ki main sharabi hu

najar se tum na girao ki main sharabi hu

mere karib na aao ki main sharabi hu

ye arj karta hu gir ke khulush walo se 

ye arj karta hu gir ke khulush walo se 

utha sako to uthao ki main sharabi hu

utha sako to uthao ki main sharabi hu

mere karib na aao ki main sharabi hu

tumhari aankh se bhar lu sharur aankho me

tumhari aankh se bhar lu sharur aankho me 

najar najar se milao ki main sharbi hu

najar najar se milao ki main sharbi hu

mere karib na aao ki main sharabi hu

ki main sharabi hu ki main sharbi hu

ki main sharabi hu ki main sharbi hu

ki main sharabi hu

Explore this song