Roman script
mere prem ki gaye ragini ye hawa phulo pe likh rahi mere pyaar ki kavita ye manchali ye hawa, hawa, hawa mere prem ki gaye ragini ye hawa phulo pe likh rahi mere pyaar ki kavita ye manchali ye hawa, hawa, hawa in phulo ka ras chus lu hai rut jawa man me mere tan me mere mere tune anbhujhi agan bhari in phulo ka ras chus lu hai rut jawa man me mere tan me mere mere tune anbhujhi agan bhari chal padi man mohini laharti hawa, hawa, hawa mere prem ki gaye ragini ye hawa phulo pe likh rahi mere pyaar ki kavita ye manchali ye hawa, hawa, hawa mere pas tum mujhe sare jahan ka sukh mila har pal mere, har pal mere mere tu hi dil ke darpan me hai mere pas tum mujhe sare jahan ka sukh mila har pal mere, har pal mere mere tu hi dil ke darpan me hai chal padi man mohini laharti hawa, hawa, hawa mere prem ki gaye ragini ye hawa phulo pe likh rahi mere pyaar ki kavita ye manchali ye hawa, hawa, hawa
Song details
- Singer: S Janaki
- Singer: Yesudas
- Film / album: Dil Ka Sathi Dil (1982)
- Composer: Salil Chowdhary
- Lyricist: Madhukar
- Actor: Zarina Wahab
- Actor: Nazir Hasain
- Actor: Achla Sachdev
- Actor: Kamal Hassan
Song video
singer: S Janaki, Yesudas