Roman script

mere paas bachi nahi kodi

mere paas bachi nahi kodi

mahangai me kharche jayada 

income bhi hai thodi

mere paas bachi nahi kodi

re mere paas bachi nahi kodi

mahangai lut gayi 

himmat hi tut gayi

hum guht ke hi marenge

hum guht ke hi marenge

mahangai lut gayi 

mahangai lut gayi 

hai sher wo jo shero ke saude kiya kare

hai veer wo jo har bank se karje liya kare

kai baar jo lute are kai baar jo lute

bin dare bank walo ko

har baar hi sarkar ko jhase diya kare

dal roti are dal roti bhi nahi milti hai garibo ko

dhanwale are ye dhanwale 

pakwano ko khakar jiya kare 

thodi bhi sharam naam ki koi chiz na jinme

beimaan wo imaan ke bhashan diya kare

sher bazaar ke ban gaye biliyan

sher bazaar ke ban gaye biliyan

lafde unke sabhi bahar aane lage

ud gayi kayion ki pal me hi gilliyan

ud gayi kayion ki pal me hi gilliyan

wo bari bari jail jane lage

sher bazaar ke ban gaye biliyan

sher bazaar ke ban gaye biliyan

munna munna pyare munna

munna munna aaja munna

chuma chuma de de chuma

phir tu chahe jaha bhi ghuma

richkshe me bitha ke ghumau main apne yaar ko

mere jalwe ka halwa khilaau mere yaar ko

petrol hai mahanga

kya rickshaw pani se chalaaegi

janta hu rickshaw ko dhake bhi lagwaegi

munna munna aaja munna

chuma chuma de de de de chuma

rickshaw main chalaubgi aur horn tu bajaega

break tu lagana accelerator hum dabaega

red signal pe ye rickshaw aage na ja paega

traffic hoga jaam to ye piche bhi na jaega

phir bhi honeymoon hum rickshaw me manaaega

phir bhi honeymoon hum rickshaw me manaaega

mahangai ne hunter mare he wo

are mahangai ne hunter mare

udhd gayi hai chamdi

har mahine ke pahle din hi paas bache na damdi

bole ki khao aap pape hawa 

bole ki piyo aap pape dawa

bole ki karo na aap pape maza

kar maza kar maza

mahnagai da teer laga to

mahnagai da teer laga to

pitamber hegaya andha

bin ankhiyan de is pape ka

chupat ho gaya dhanda

mahangai ne pahuchaya hai

asi sadma itna gehra

neelamber bhi mahangai de

shor sue ho gaya bhara

tum sa popat maji maina ho

haye haye haye haye

tum sa popat maji maina ratate bagud gaai 

mahangai aata to aunde te to khana khai 

phir bhi honeymoon hum rickshaw me manaaega

phir bhi honeymoon hum rickshaw me manaaega

phir bhi honeymoon hum rickshaw me manaaega

phir bhi honeymoon hum rickshaw me manaaega

Explore this song