Roman script

ali ha ali ha ali ha ali ha

maula muala mere, maula maula mere maula maula

mere maula maula, mere maula maula ho karam

maula muala mere, maula maula mere maula maula

mere maula karam ho karam, mere maula karam ho karam 

mere maula karam ho karam, mere maula karam ho karam 

tumse fariyad karte hai ham, tumse fariyad karte hai ham 

mere maula karam ho karam, mere maula karam ho karam 

mere maula karam ho karam

yeh jamin aur yeh aasman tere kabje me hai do jahan

sab pe tu hi toh hai meharban ham tere dar se jaye kahan

tu hi sunta hai sabki sada, tu hi rakhta hai sabka karam

mere maula karam ho karam, mere maula karam ho karam 

karam kijiye maula, karam kijiye maula

karam kijiye maula, karam kijiye maula 

bekasuro ko sahara mile, dubato ko kinara mile

sar se tufan pal me tale jo tera ek ishara mile

tu kare jo meharbaniya dur ho jaye har ek gham

mere maula karam ho karam, mere maula karam ho karam 

mere maula karam ho karam, mere maula karam ho karam 

jaye kahan jaye tere dar ke siwa maula

tastin kahan bhayi tere ghar ke siwa maula

iss duniya pe tere karam kaa saya maula

daman kahan failau tere dar ke siwa maula

maula maula, mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

Explore this song