Roman script

ho nandlaala

mere man mein base nandlaala

mere man mein base nandlaala

mor mukut pitabar pat hai 

mor mukut pitabar pat hai

gale baiyjanti mala

mere man mein base nandlaala

mere man mein base nandlaala

murli madhur adharo par sohe

ho murli madhur adharo par sohe

chanchal chitvan baati

tribhavan ke bhi man ko mohe 

tribhavan ke bhi man ko mohe 

man mohan ki jhanki

sundar sars sarup salona

sundar sars sarup salona

sanwari roop nirala

mere man mein base nandlaala

radha ke sang krishn kanhiya

radha ke sang krishn kanhiya

reshmi jhula jhule

ek baar ye chhabi mil ke wo 

ek baar ye chhabi mil ke wo 

kabhi na unko bhule

yugal roop do nain viraje 

yugal roop do nain viraje 

ek gora ek kaala

mere man mein base nandlaala

mere man mein base nandlaala

Explore this song