Roman script

mere mahzubi mere humnashi kahi koi tumsa nahi

hamne kitna sambhala tha dil ko magar tumhe dekha

to nadan kho hi gaya hamne kitna sambhala tha

dil ko magar tumhe dekha to nadan kho hi gaya

pyar hona to tha hi kahi na kahi aaj tum 

jo mile pyar ho hi gaya hamne kitna 

ye chehra hasin ye ada naajni

ye nigaho mein chhalki si madhahoshiya 

ye chehra hasin ye ada naajni

ye nigaho mein chhalki si madhahoshiya 

jhum ke jo chale husn is rang mein 

to ye dil kya bahak jaye dono jaha

to ye dil kya bahak jaye dono jaha

hamne kitna sambhala tha dil ko magar tumhe dekha

to nadan kho hi gaya hamne kitna sambhala tha

ek muddat se betaab tha dilruba

dil ye jiske liye tum wo tasweer ho 

ek muddat se betaab tha dilruba

dil ye jiske liye tum wo tasweer ho 

khwab hamne sajaye the jo raat din 

tum unhi saukh khwabo ki tabir ho

tum unhi saukh khwabo ki tabir ho

hamne kitna sambhala tha dil ko magar tumhe dekha

to nadan kho hi gaya hamne kitna sambhala tha

Explore this song