Roman script

na na n na na n na na

mere khuda dil gum gaya

chhaane laga jaadu naya

hai hosh mein nasha

hai dard mein maja

kuch toh hua kuch toh hua

mere khuda dil gum gaya

chhaane laga jaadu naya

hai hosh mein nasha

hai dard mein maja

kuch toh hua kuch toh hua

mehaka sama main bekhabar

bekal badi meri umar

mehaka sama main bekhabar

bekal badi meri umar

mausam badguma badala sa jahaan

kuch toh hua kuch toh hua

mere khuda dil gum gaya

chhaane laga jaadu naya

hai hosh mein nasha

hai dard mein maja

kuch toh hua kuch toh hua

chahat nayi sine mein hai

ek taajgi jeene mein hai

chahat nayi sine mein hai

ek taajgi jeene mein hai

jhume tan badan deewana hai mann

kuch toh hua kuch toh hua

mere khuda dil gum gaya

chhaane laga jaadu naya

hai hosh mein nasha hai dard mein maja

kuch toh hua kuch toh hua

Explore this song