Roman script

mere khevanhar kyo mujhe chhod  chale majadhar mere khevanhar 
ummid ki jholi me kyo bhar diye angaare
bhala kyo bhar diye
ummid ki jholi me kyo bhar diye angaare
bhala kyo bhar diye
muh mod ke duniya se thukarake zamane ko
aaye the mohabbat ki taqadir banane ko
ummid ki jholi me kyo bhar diye angaare
bhala kyo bhar diye
majabur the phale hi naashad the phale hi
teri hi qasam ham to barbaad the phale hi
ummid ki jholi me kyo bhar diye angaare
bhala kyo bhar diye
mar mar ke jiye ab tak ham tere sahare par
maalum na tha kashti dubegi kinare par
ummid ki jholi me kyo bhar diye angaare
bhala kyo bhar diye

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Nargis, Nasir Khan