Roman script

mere khayalon ki mallika

mere khayalon ki mallika

chaaron taraf teri chhaiyaan re

thaam le aake baiyaan

chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan

mere khayalon ki mallika

mere khayalon ki mallika

chaaron taraf teri chhaiyaan re

thaam le aake baiyaan

chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan

aayi phoolon ke ras mein nahaake

laayi geeli si khushboo churaake

hey aayi phoolon ke ras mein nahaake

laayi geeli si khushboo churaake

teri aankhon mein hai halka sa nasha

tera roop meri nazron mein basa

mere khayalon ki mallika

mere khayalon ki mallika

chaaron taraf teri chhaiyaan re

thaam le aake baiyaan

chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan

jaadu chhaaya hai tera jaadu

kaabu dil pe nahin hai kaabu

hey jaadu chhaaya hai tera jaadu

kaabu dil pe nahin hai kaabu

sapnon ki pari itna to bata

rehti hai kahan tera naam hai kya

mere khayalon ki mallika

mere khayalon ki mallika

chaaron taraf teri chhaiyaan re

thaam le aake baiyaan

chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan

mere khayalon ki mallika

mere khayalon ki mallika

chaaron taraf teri chhaiyaan re

thaam le aake baiyaan

chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song