Roman script
mere jivan ke path par chhaayi ye kaun punam ki chaandani kaun punam ki chaandani mere jivan ke path par chhaayi ye kaun punam ki chaandani are badi madhur madhur man bhaai madhur madhur man bhaai ye kaun badi madhur madhur man bhaai punam ki chaandani mere jivan ke path par chhaai ye kaun punam ki chaandani dhime dhime meri kuti me dhime dhime meri kuti me ithalaati hui balakhaati hui ithalaati hui balakhaati hui chupchaap kahi se aayi chupchaap kahi se aayi ye kaun chupchaap kahi se aayi punam ki chaandani mere jivan ke path par chhaayi ye kaun punam ki chaandani kaun pari ye swarg se utari kaun pari ye swarg se utari badi laaj bhari mere aas paas khelan laagi ras rang raas khelan laagi ras rang raas pal pal le kar angadaayi pal pal le kar angadaayi ye kaun pal pal le kar agadaayi punam ki chaandani mere jivan ke path par chhaayi ye kaun punam ki chaandani tum kaun punam ki chaandani
Song details
- Singer: Devika Rani
- Singer: Ashok Kumar
- Film / album: Anjaan (1941)
- Composer: Pannalal Ghosh
- Lyricist: Kavi Pradeep
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Devika Rani
- Actor: Gulab
- Actor: P Pithavala
- Actor: V H Desai
- Actor: David
- Actor: Omprakash
- Actor: Girish
- Actor: Suresh
- Actor: Fatty Prasad
- Actor: Rajkumari
Song video
singer: Devika Rani, Ashok Kumar
actor: Ashok Kumar, Suresh, Devika Rani, V H Desai