Roman script
ho o mere humraj, kaisa hai ye raj bulati hai aur kho jati hai, tere ghungru ki awaj tere ghungru ki awaj o mere humraj, kaisa hai ye raj bulati hai aur kho jati hai, tere ghungru ki awaj tere ghungru ki awaj sitaro ne sajayi thi dagar, hawao ne jhulaya bhi magar sitaro ne sajayi thi dagar, hawao ne jhulaya bhi magar jala dale jala dale, pankh nasibo ne rah gayi hasrat parvaj, tere ghungru ki awaj o mere humraj, kaisa hai ye raj bulati hai aur kho jati hai, tere ghungru ki awaj tere ghungru ki awaj andhero me chhupi hai kiran, milan hai par ye kaisa milan andhero me chhupi hai kiran, milan hai par ye kaisa milan adhura hai, adhura hai git jivan ka aur tuta tuta saj, tere ghungru ki awaj o mere humraj, kaisa hai ye raj bulati hai aur kho jati hai, tere ghungru ki awaj tere ghungru ki awaj
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Ghungroo Ki Awaaz (1981)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Vijay Anand
- Actor: Vijay Anand
- Actor: Rekha
- Actor: Shreeram Lagoo
- Actor: Dheeraj Kumar
- Actor: Padma Khanna
- Actor: Leela Mishra
Song video
actor: Rekha, Vijay Anand