Roman script

mere gore gaalo ka reshami balo ka rang fika pad gaya 

ve tere ishqe da rang chad gaya ho o

mere gore gaalo ka

mere gore gaalo ka reshami balo ka rang fika pad gaya 

ve tere ishqe da rang chad gaya ho o

mere gore gaalo ka

dekha tere naino ke darpan me chehra to

khud ko nahi pahchani haye, aa gayi mujhpe jawani

dekha tere naino ke darpan me chehra to

khud ko nahi pahchani haye, aa gayi mujhpe jawani

dekhe balam mai kitna badal gayi 

sharam ke mare meri jaan nikal gayi

mere gore gaalo ka reshami balo ka rang fika pad gaya 

ve tere ishqe da rang chad gaya ho o

mere gore gaalo ka

pardesi gajre ki kaliyo se aati hai desh ke phulo ki khusbhu 

haye haye aisa kiya tune jaadu

pardesi gajre ki kaliyo se aati hai desh ke phulo ki khusbhu 

haye haye aisa kiya tune jaadu

kaha se kaha mai chali gayi bato bato me

ye sab hua do mulakato me

mere gore gaalo ka reshami balo ka rang fika pad gaya 

ve tere ishqe da rang chad gaya ho o

mere gore gaalo ka

Explore this song