Roman script

mere gore ang base pyar piya tera
mera sab kuch hai tera tu hai sajan mera
din rain tohe dekh jiyu balma
rang me tere rangi mai chunri audh ke
rang me tere rangi rang me tere rangi 
mai chunri audh ke pyari sakhiyo ki gali 
chali aayi chhod  ke pyari sakhiyo ki gali 
chali aayi chhod  ke pat jaise man ka khula dawar 
piya tera mera sab kuch hai tera 
tu hai sajan mera din rain tohe dekh jiyu balma
kuch bhi tere siva yaad nahi chah me kuch bhi tere siva  
kuch bhi tere siva yaad nahi chah me
teri matwali bani padi teri baah me
teri matwali bani padi teri baah me
gale mere jhul raha haar piya tera 
mera sab kuch hai tera tu hai sajan mera
din rain tohe dekh jiyu balma
aaye angana ko tere mandir mai janke
aaye angana ko tere 
aaye angana ko tere mandir mai janke
devata kaha tujhe aage bhagwan ke
devata kaha tujhe aage bhagwan ke
maine liya naam kai bar piya tera
mera sab kuch hai tera tu hai sajan mera
din rain tohe dekh jiyu balma
mere gore ang base pyar piya tera
mera sab kuch hai tera tu hai sajan mera
din rain tohe dekh jiyu balma

Song details

Song video

Watch on YouTube