Roman script

mere gulam tera katl-e-aam karun kya main bata

sar ko jhuka mujhe kar salam tune ki hai khata

mere gulam tere katl-e-aam karu kya main bata

kaid karu azad karu ya tujhko barbaad karu

kaid karu azad karu ya tujhko barbad karu

main kon hun kya cheez hu tujhko nahi hai pata

mere gulam tere katl-e-aam karu kya main bata

sar ko jhuka mujhe kar salam tune ki hai khata

khatre me ab teri jaan hai mera yahi arman hai

khatre me ab teri jana hai mera yahi arman hai

teer jigar me utar dun chodu na main tujhe maar du

tune kya kiya tha zara yaad kar mere aage roke fariyad kar

sari umar tadpega tu dungi main aisi saja

mere gulam tere katl-e-aam karu kya main bata

sar ko jhuka mujhe kar salam tune ki hai khata

jism me jakham lagaungi or tujhe tadpaungi

tujhpe taras nahi khaungi dunia se tujhko mitaungi

jite ji mujhe na bhul payega mujhse kabhi na takrayega

mera kare tu samna hai teri okat kya

mere gulam tere katl-e-aam karu kya mai bata

sar ko jhuka mujhe kar salam tune ki hai khata

kaid karu azad karu ya tujhko barbas karu

mai kon hu kya cheez hu tujhko nahi hai pata

mere gulam tere katl-e-aam karu kya main bata

sar ko jhuka mujhe kar salam tune ki hai khata

rang main apna dikhaunga ungali pe tujhko nachaunga

kadmo pe apne jhukaunga tujhko zamin pe launga

meri ja mila le mujhse najar aata hai taras tujhe dekh kar

kuch bhi mera anzam ho harunga na honsla

kaisa salook karu tere sath tune ki hai khata

ab jindagi hai teri mere hath karu kya main bata

Explore this song