Roman script

mere geet hai anaam 

anaam sahido ke naam

anaam sahido ke naam

mere geet hai anaam 

anaam sahido ke naam

anaam sahido ke naam

maathe lagi goli ki roli

phul si zindagi chaman chhod boli

maathe lagi goli ki roli

phul si zindagi chaman chhod boli

watan vasiyo mera antim pranam

antim pranam, antim pranam

mere geet hai anaam 

anaam sahido ke naam

anaam sahido ke naam

mere geet hai anaam 

anaam sahido ke naam

anaam sahido ke naam

matar bhumi ke liye pyare desh ke liye

matar bhumi ke liye pyare desh ke liye

hans ke pran taj diye bin kahe bin sune

mahan aatmaye chali hai gumnaam

chali hai gumnaam, chali hai gumnaam

mere geet hai anaam 

anaam sahido ke naam

anaam sahido ke naam

mere geet hai anaam 

anaam sahido ke naam

anaam sahido ke naam

anaam sahido ke naam

anaam sahido ke naam

Explore this song