Roman script

mere dukh ki koi dawa na karo

mere dukh ki koi dawa na karo

mujhko mujhse abhi juda na karo

mere dukh ki koi dawa na karo

na khuda ko khuda kaha hai to fir

na khuda ko khuda kaha hai to fir

doob jaao khuda-khuda na karo

doob jaao khuda-khuda na karo

mere dukh ki koi dawa na karo

ye sikhaya hai dosti ne hame

ye sikhaya hai dosti ne hame

ye sikhaya hai dosti ne hame

dosth bankar kabhi zafa na karo

dosth bankar kabhi zafa na karo

mere dukh ki koi dawa na karo

ishq hai ishq ye mazak nahi

ishq hai ishq ye mazak nahi

chand lamho me faislaa na karo

chand lamho me faislaa na karo

mere dukh ki koi dawa na karo

aashiqi ho ke bandagi fakir

aashiqi ho ke bandagi fakir

aashiqi ho ke bandagi fakir

be-dili se to ye fida na karo

be-dili se to ye fida na karo

mere dukh ki koi dawa na karo

mujhko mujhse abhi juda na karo

mere dukh ki koi dawa na karo

Explore this song