Roman script

mere dilbar mujh par khafa na ho 

mere dilbar mujh par khafa na ho 

kahi teri bhi kuchh khata na ho

jo yeh dil divana

jo yeh dil divana machal gaya

jo yeh dil divana machal gaya

mere dilbar mujh par khafa na ho 

mere dilbar mujh par khafa na ho 

kahi teri bhi kuchh khata na ho

jo yeh dil divana

jo yeh dil divana machal gaya

jo yeh dil divana machal gaya

jo kisi ke roke ruka na ho

kisi sang-e-dar par jhuka na ho

tere dar par kaise phisal gaya

jo yeh dil divana machal gaya

jo yeh dil divana machal gaya

yeh najar me masti ghuli-ghuli

yeh sunahari rangat dhuli-dhuli

yeh najar me masti ghuli-ghuli

yeh sunahari rangat dhuli-dhuli

yeh ghaneri julfe khuli-khuli

yeh ghaneri julfe khuli-khuli

woh jamane bhar ka gurur hai

woh nasha hai jo bhi surur hai

woh tere shabab me dhal gaya

jo yeh dil divana machal gaya

jo yeh dil divana machal gaya

mere dil ki janib nigah kar

o mujhe yu na gam se tabah kar

mere dil ki janib nigah kar

o mujhe yu na gam se tabah kar

kabhi bhul se hi nigah kar

kabhi bhul se hi nigah kar

o jara soch ki duniya kahegi kya

teri rusavayi bach rahegi kya

jo divana ghar se nikal gaya

jo yeh dil divana machal gaya

jo yeh dil divana machal gaya

mere dilbar mujh par khafa na ho 

kahi teri bhi kuchh khata na ho

jo yeh dil divana

jo yeh dil divana machal gaya

Explore this song