Roman script
mere dil ne chupke se tera dil chura liya mere dil ne chupke se tera dil chura liya na socha na samjha pagal ne kya kiya mere dil ne chupke se tera dil chura liya mere dil ne chupke se tera dil chura liya na socha na samjha pagal ne kya kiya mere dil ne chupke se tera dil chura liya meri nigaho ne chupke se tera hasi khawab dekha meri nigaho ne chupke se tera hasi khawab dekha pahle na maine kisi ko aise na betab dekha teri yaade teri raate hai labo me teri baate tere pyar me kaise kahu kya dard diya mere dil ne chupke se tera dil chura liya koi tamanna nahi hai tere siva zindagi me koi tamanna nahi hai tere siva zindagi me chhayi hai kya bekrari diwanepan ki khushi me tujhe dekhu tujhe chahu mai bhi tera ban jau ab to kahi lagta nahi bin tere mera jiya mere dil ne chupke se tera dil chura liya tera dil chura liya
Song details
- Singer: Kavita Krishnamurthy
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Gair (1999)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Reena Roy
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Ajinkya Deo
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Sulbha Deshpande
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Rajesh Puri
- Actor: Arun
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Sunil Dhawan
- Actor: Sunil Rege
- Actor: Salim
Song video
singer: Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
actor: Ajay Devgan, Raveena Tandon