Roman script

mera dil to lagta kahin na

jeena bhi kyaa bin tere jeena

mera dil to lagta kahin na

jeena bhi kyaa bin tere jeena

meri dil ki har khusi

haan meri zindagi

main hoon teri aarzoo

tu hain meri bandagi

meri dil ki har khusi

haan meri zindagi

main hoon teri aarzoo

tu hain meri bandagi

tune jaane ye kyaa kiya hain

aise mera dil le liya hain

tune jaane ye kyaa kiya hain

aise mera dil le liya hain

dekhu mud ke main jahan

haan tu hi hain wahan

tune dekha jo mujhe

kho gayi main janeja

dekhu mud ke main jaha

haan tu hi hain wahan

tune dekha jo mujhe

kho gayi main janeja

saanso ka hain ye hi tarana

jivan to hain aana jaana

saanso ka hain ye hi tarana

jivan to hain aana jaana

kal na jaane hoga kyaa

haan kisko hain pata

do din ki hain zindagi

saanse to hain bewafa

kal na jaane hoga kyaa

haan kisko hain pata

do din ki hain zindagi

saanse to hain bewafa

Explore this song