Roman script

mere dil ki duniya ujad gayi 

mere dil ki duniya ujad gayi

main kru to kisse gila karu 

naa wahi mere naa jahan mera 

kaha jaau haye main kya karu 

mere dil ki duniya ujad gayi 

hai zamaana mujhse khafa khafa 

hai zamaana mujhse khafa khafa 

kahi julm hai to kahi daga 

kahi julm hai to kahi daga 

naa yaha hai aisi koi jagaah

jaha khud se ro hi liya karu 

naa wahi mere naa jahan mera 

kaha jaau haye main kya karu 

mere dil ki duniya ujad gayi 

parbhu mujh garib ki jaan par

ye jahaan or ye musibate

parbhu mujh garib ki jaan par

ye jahaan or ye musibate

ye balaye or ye aafte 

kaho main karu to kya karu

naa wahi mere naa jahan mera 

kaha jaau haye main kya karu 

mere dil ki duniya ujad gayi

Explore this song