Roman script

jab tere pyaar ka, afsana likha hai maine

har jagah apne ko, diwana likha hain maine

jab tere pyaar ka

tu mere zarfe mohabbat ki, zara daad to de

jaan kar shamma ko, parwana likha hain maine

jaan kar shamma ko, parwana likha hain maine

har jagah apne ko, diwana likha hain maine

jab tere pyaar ka, afsana likha hai maine

jab tere pyaar ka

jabse dekha hain tere ghar me

baharo ka wajud

jabse dekha hain tere ghar me

baharo ka wajud

apni mehfil ko bhi, viraana likha hain maine

apni mehfil ko bhi, viraana likha hain maine

har jagah apne ko, diwana likha hain maine

jab tere pyaar ka, afsana likha hai maine

jab tere pyaar ka

bekhudi ne mujhe phir, hosh me aane na diya

teri aankho ko bhi, maikhana likha hain maine

teri aankho ko bhi, maikhana likha hain maine

har jagah apne ko, diwana likha hain maine

jab tere pyaar ka, afsana likha hai maine

jab tere pyaar ka

Explore this song