Roman script

mere dil ki duniya me aakar to dekho 
mree dil ki duniya me aakar to dekho
tumhen zindagi ki haqikat milegi 
zara apni aankhe uthakar to dekho 
in aankho me tumko mohabbat milegi 
mere dil ki duniya me aakar to dekho 
tumhe naaz husn-o-ada par hain lekin 
hame naaz apni vafa par bahut hain
tumhe naaz husn-o-ada par hain lekin 
hame naaz apni vafa par bahut hain
hame naaz apni vafa par bahut hain
milenge hazaron zamane me tumko 
milenge hazaron zamane me tumko 
na ye chahton ki inayat milegi 
mere dil ki duniya me aakar to dekho 
bade shaukh se tum inhe aazmaao 
nikalenge matlab ye fir chhod denge 
bade shaukh se tum inhe aazmaao 
nikalenge matlab ye fir chhod denge 
nikalenge matlab ye fir chhod denge 
badlte hain chehare har ek naam par ye 
yaha aise logo ki kasrat hogi 
mere dil ki duniya me aakar to dekho 
ganvara nahi hain agar meri surat 
duaa hain tumhe main nazar hi na aau 
ganvara nahi hain agar meri surat 
duaa hain tumhe main nazar hi na aau 
duaa hain tumhe main nazar hi na aau 
chala jaaunga main teri yaad lekar 
kahan pyar ki tumko daulat milegi 
mere dil ki duniya me aakar to dekho 
tumhe apne dil me basaya hain maine 
khata hain ye meri yahi jurm mera 
tumhe apne dil me basaya hain maine 
khata hain ye meri yahi jurm mera 
khata hain ye meri yahi jurm mera 
jo chaho mohabbat ki ab tum saja do 
bahut mujhko isme bhi rahat 
mere dil ki duniya me aakar to dekho 
gam-e-zindagi ka zahar pi ke shaahid 
wo jiske liye aaj ham mar rahe hain
gam-e-zindagi ka zahar pi ke shaahid 
wo jiske liye aaj ham mar rahe hain
wo jiske liye aaj ham mar rahe hain
bada khauf tha mere kurbat pe jinko 
meri maut se unko shohrat milegi 
mere dil ki duniya me aakar to dekho 
tumhen zindagi ki haqikat milegi 
mere dil ki duniya me aakar to dekho

Song details

Song video

Watch on YouTube