Roman script

mere dil jigar se gujri hai 

ek ladki idhar se gujri hai 

mere dil jigar se gujri hai 

ek ladki idhar se gujri hai 

gore gore gaalo wali kaale kaale baalo waali 

gore gore gaalo wali kaale kaale baalo waali 

bahaki bahaki chaalo wali masti solah saalo waali 

diwana karke gayi o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho 

mere dil jigar se gujra hai 

ek ladka idhar se gujra hai 

sidha sadha bhola bhala mujhe tadpane wala

sidha sadha bhola bhala mujhe tadpane wala

raato ko jagaane wala khwaabo ko sajaane wala 

diwani karke gaya o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho 

haay haay haay teri aankhe bhi kaajal kajraari 

haay haay haay teri baate lagti lagti hai mujhko pyari 

he mera chain luta hai teri in adao me 

tere khwaab rahte hai meri in nigaaho me 

abhi abhi aayi ho ruko jara jaao na 

koi dekh dega yun mujhe sataao na 

bachke najar se gujri hai 

ek ladki idhar se gujri hai 

gore gore gaalo wali kaale kaale baalo waali 

gore gore gaalo wali kaale kaale baalo waali 

bahaki bahaki chaalo wali masti solah saalo waali 

diwana karke gayi o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho 

kal kal milne wala vada dekho tum bhul na jana 

main jo bhul bhi jaau tum mujhe yaad dilana 

ho ghadi do ghadi ki bhi dooriya satati hai 

ho tujhe raat din meri dhadkane bulaati hai 

badi pyaas jagi hai badi bekaraari hai 

bas teri tamanna hai teri khumaari hai haan 

dekho kidhar se gujra hai 

ek ladka idhar se gujra hai 

sidha sadha bhola bhala mujhe tadpane wala

sidha sadha bhola bhala mujhe tadpane wala

raato ko jagaane wala khwaabo ko sajaane wala 

diwani karke gaya o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho 

mere dil jigar se gujri hai 

ek ladki idhar se gujri hai 

gore gore gaalo wali kaale kaale baalo waali 

gore gore gaalo wali kaale kaale baalo waali 

bahaki bahaki chaalo wali masti solah saalo waali 

diwana karke gayi o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho o rabba ho ho ho 

o rabba ho ho ho

Explore this song