Roman script

mere daddy jaise sabke ho daddy 

jo bete ko samjhe yaar

mere daddy jaise sabke ho daddy 

jo bete ko samjhe yaar

isse badhkar kya hoga pyaar 

isse badhkar kya hoga pyaar

mere daddy jaise sabke ho daddy

jo bete ko samjhe yaar

isse badhkar kya hoga pyaar 

isse badhkar kya hoga pyaar

tumne humko padhaya likhaya 

hume jine ke kaabil banaya

tumne humko padhaya likhaya 

hume jine ke kaabil banaya

hum naa bhoolenge ahsaa tumhara

tumne khushiyo se jeewan sajaaya

maa ko toh dekha nahi

tumse paaya hai maa ka dulaar

mere daddy jaise sabke ho daddy 

jo bete ko samjhe yaar

isse badhkar kya hoga pyaar 

isse badhkar kya hoga pyaar

jhoola tumne jhoolaya bachpan me

tum hi shaadi ka sehra sajaana

jhoola tumne jhoolaya bachpan me

tum hi shaadi ka sehra sajaana

jaldi tumko bana dunga dada 

mere bachcho ko bhi tum khilana

apni masoom meethi hasi se

unka jeewan tum dena sawaar

mere daddy jaise sabke ho daddy

jo bete ko samjhe yaar

mere daddy jaise sabke ho daddy 

jo bete ko samjhe yaar

isse badhke kya hoga pyaar 

isse badhke kya hoga pyaar

Explore this song