Roman script

mere birah ki rain thi ek to badi 
duje badhati gayi aur badhati gayi
mere birah ki rain thi ek to badi 
us rang ki syahi se 
kali ghata kali rat chadhati chadharti 
mere birah ki rain thi ek to badi 
jao viyog ki lambi kahani meri 
kabhi ans main likh na saki 
kabhi likhati gayi kabhi padhati gayi 
fir likh likh kar padhati gayi 
mere birah ki rain thi ek to badi

Song details

Song video

Watch on YouTube