Roman script

mere bina tu mere bina tu
mere bina tu mere bina tu
mere bina khush rahe tu zamane me
ke aau na main yaad bhi anjaane me
mere bina tu mere bina tu
mere bina tu mere bina tu
bhool ab jana guzra zamana
keh to rahe ho mujhko magar
tasveer le lo khat bhi le jao
lauta do mere sham-o-saher
jaan jaye re jaan jaye re
jaan jaye meri tujhko bhulane me
ke aau na main yaad bhi anjaane me
mera bina tu, mera bina tu, mera bina tu 
mujhko daurahe pe chhod ke yu
jaane chale ho tum kis gali 
tumne ye di thi mujhko khushi
ab tumne hi jaane kyun chheen li 
tujhe mila kya tujhe mila kya 
tujhe mila kya mujhe rulane me
ke aau na main yaad bhi anjaane me
mera bina tu mera bina tu
mera bina tu mera bina tu
mere bina khush rahe tu zamane me
ke aau na main yaad bhi anjaane me
mere bina tu mere bina tu
mere bina tu mere bina tu

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Rahat Fateh Ali Khan, Harshdeep Kaur

actor: Shahid Kapoor, Ileana DCruz

lyricist: Irshad Kamil, Amitabh Bhattacharya